Dumb.com >> SMS Messages >> Angry Hindi Sms Text Message >>

  Angry Hindi SMS

This section contains Angry Hindi SMS


Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
jaan ke liye kar doon kurban yaari,
jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
ab tumse kya chhupaana,
tum hi toh ho jaan hamaari.
~ Angry Hindi SMS

Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
~ Angry Hindi SMS

Jana qatil sa kabhi pyar na mango,
Apne hi gale k liye talwar na mango,
Jal jao kari dhoop me khamoshi se lakin,
Apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango
~ Angry Hindi SMS

Jb chala chor ka batlanay ke zahmat bi na ke,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani ka bhi tu adaab hain aey dost bata,
Koi itna bi na tha tujh ko batanay wala.
~ Angry Hindi SMS

Jis ghari teriyadon ka sama hota ha,
phir humein aram kahan hota hay,
hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka,
kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai
~ Angry Hindi SMS


  Page 1  Page 2  Page 3  Page 4  Page 5